Friday, February 11, 2011

Haath uthe hain magar lab pe duaa koii nahin...
Kii ibaadat bhii vo jis ki jazaa koii nahin...

Yeh bhii waqt aanaa thaa ab to gosh har aawaaz hai...
Aur mere Barbaad-E-Dil mein sadaa koii nahin...
...
Aa ke ab tasliim kar lein tuu nahin to main sahii...
Kaun maanegaa ke ham mein bewafaa koii nahin.

No comments: