Friday, February 11, 2011

Main uski shakal ko DIL se utaar deta hun,
Kabhi kabhi tu main khud ko bhi Maar deta hun,
Yeh mera Haq hai k main use thora Dukh dun,
Main CHAHAT bhi tu use Beshumar deta hun

No comments: