Wednesday, February 9, 2011

kisi kay pyar ko bhulna na aaya humein,
kisi kay dil ko dukhana na aaya humein,
kisi kay liye tarpana tu seekh liya par,
apne liye kisi ko tarpana na aaya humein

No comments: